Mere Sarkaar-08
by
Rehan Kausar
-=(S.D)=-
HUZ00R(S.A.W)NE FARMAYA KE JAB 3 AADMI SAATH HOn TO TEESRE SAATHI KO CHHOD KAR 2 AAPAS ME KAANA PH00SI NA KAREn.
bahawala>BUKHARI
-=(S.D)=-
Nabi-e-Kareem (saw) ne farmaya:
Hidaayat paane ke baad koi Qaum gumraah nahi hoti jabtak Jhagda-Jhamela nahin karti
{Muslim}
-=(S.D)=-
Rasol (s) ne farmaya :
MUSALMAAN
ko
GAALI dene
se
AADMI FAASIQ ho
jaata hai
aur
MUSALMAAN
se
LARNA
KUFAR hai.
(Sahi Bukhari 1/48)
-=(S.D)=-
Hadees.
US ALLAH KA SHUKR JIS KI IZZAT AUR JALAAL KE SABAB NEK KAAM PURE HOTE HAEn.
Bahawala>TIRMIZI
-=(S.D)=-
Ye Mat Socho K ALLAH Hamari DUA Fauran Kubul Kyu Nhi Karta Ye Shukr Karo K ALLAH Hamare Gunaho Ki Saza Fauran Nahi Deta. Talib_e_Dua.
-=(S.D)=-
:- ALLAH ke Rasool ne Farmaya, Halaakat wa barbaadi hai us ke liye jo waada kare phir use poora na kare. (Kanzul Ummal) Hadees No.6862
-=(S.D)=-
Achchhi baaton ka hukm dena aur bure kaam se rokne ka sawaab sadqe ke baraabar hai.(TIRMIZI) Hadees No.1956
-=(S.D)=-
TUM MEIN BEHATAR SHAKHS WOG HAI JO QURAN KO SEEKHE AUR SIKHAYEE(BUKHARI)
-=(S.D)=-
HUZOOR S.A.W. NE FARMAYA:
ACHCHHE AKHLAAQ(GOOD CHARACTER) KHATAAON KO IS TARAH PIGHLA DETE HAIN, JIS TARAH PAANI BARF KO PIGHLA DETA HAI.
TABRANI KABEER:10626
-=(S.D)=-
AAP (SAW) Ne Farmaya"
ALLAH Jis SHAKHS Ki BEHTARI Chahta Hai, Usko DEEN Ki SAMAJH Ataa Farmata Hain.
>BUKHARI
-=(S.D)=-
Jab
GARMI zayada sakht
ho to
NAMAZ
THANDI (dair se)
karke
parho,
is leye ke
GARMI ki SHADDAT
JAHANNUM ke JOSH
ki waja
se hai.
(muslim)
-=(S.D)=-
Rasol (s) ne farmaya :
Jis
GHAR main
SURAH BAQARA
parhi jaye
us
GHAR se
SHAITAAN bhag
jata hai
(SAHI MUSLIM)
-=(S.D)=-
HADIS:
Jo Momin Apne Momin
Bhai Ki Musibat Me
SABR-o-SUKUN Ki
Talqin Karega To
ALLAH TA'ALA Qayamat K Din
Use Izzat Ka Libas
Pehnayega
>IbneMajaa
-=(S.D)=-
NABI-E KAREEM (S.A.W)NE FARMAYA:
JO
SHAKHS
SUBHA KI NAMAAZ
PADHTA HAE
W0
ALLAH
KI HIFAZAT ME
HOJATA HAE
bahawala>TIRMIZI 1/185
-=(S.D)=-
Hadis:
NABI(saw) ne
farmaya:
"Allah Tala Apne Bande K Us AMAL Se Bada Khush Hota Hai K Wo Kuchh Khaaye Aur Uspar Allah Ki Hamd Aur Uska Shukr Ada Kare".
-=(S.D)=-
Hadees.
ALLAH KE RAS00L NE FARMAYA, JH00TI QASAM KHA KAR MAAL T0 BIK JAAE GA ,LEKIN TIJAARAT SE BARKAT UTH JAAE GI.
Bahawala>
BUKHARI 2082
-=(S.D)=-
HADIS:
1)
Buri Baat Bolne se Chup Rahna 60 Saal Ki IBAADAT se Behtar Hai.
2)
Jo Chup Raha To Us Ne NAJAAT Paayi.
>Baihaqi-Tirmizi,
-=(S.D)=-
AAP (SAW)ne irshad farmaya:
3 DUWA'YE KHAS TAOR PAR KABUL KI JATI HAI,
1 aulad ke haq me BAAP KI DUA
2 MUSAFIR KI DUA
3 MAJLUM KI DUA
>abudaud
-=(S.D)=-
Hadis:
NABI(saw)
ne Farmaya:
"Jo bhi khaane k bad apni Rikaabi(plate) chaat le,
Rikabi us k liye Istigfaar karegi."
{Tirmizi}
-=(S.D)=-
Rasol (s) ne farmaya :
PESHAB
karte waqt,
PESHAB ke CHINTO
se
BACHO,
Kauke
PESHAB se
Na
BACHNEWALO
ko
AZAAB-E-QABR
hota hai.
(Bukhari/218)
-=(S.D)=-
HADEES:
"Jo Shaksh ALLAH Ki Taraf Se Thodi Rozi Milne Par Raazi Hota Hai,
To ALLAH Bhi Us Bande Ki Thode AmaL Se Raazi Hoga.
-Mishkat.